सोमवार, 3 अगस्त 2026

Tanhayi

 Sun na aye tanhayi

Kabhi to kuch baat kar

Kyun  yeh ruswayi 

Kabhi to muskuraya kar 



Dost nahi apne koi 

Par hum to saath hai

Apna mane na mane koi 

Hamari to khas baat hai

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें